Sunday, August 17, 2008

LOVE STORY




teri yaadein, mulaqatein,
woh raatein, aur baatein
teri saansein, woh baahein
ab mujh ko yaad aayein
tere bina, mera jiya sataey,
aye kyon piya, yaadon nay teri
mujh pe yeh jadu kiya

teri saansein, woh baahein
ab mujh ko yaad aayein
woh adaaon ki ghataein,
mere dil ko chhu jaayein

pyari yeh duniya saari, maine hai tujh pe waari
phir bhi mere dil ne tujh se yaari ki baazi haari

mere khayaalon mein, mere khayaalon mein, bas tum
wapas aa jao, mere pass tum sadaa
wapas aa jao, mere pass tum sadaa

suna mera jahaan, bhula mein hu kahaan
jab tak hai jaan mein jaan, tera rahun priya

wapas aa jao, mere pass tum sadaa
wapas aa jao, mere pass tum sadaa

priya mera jiya, priya mera jiya, tu hai jahaan

tera karu intezaar, tu mere dil ka qaraar
itna hai aetbaar, maanungaa na mein bhi haar