Monday, May 26, 2008

jaa main tujhe dil se aazad karta hoon,
apne hathon se apni kaaynat barbaad karta hoon
rakh liya hai teri yaadon ko zindagi bhar ke liye,
aaj bhi main sirf tujhko yaad karta hoon

ho sake toh kabhi mood ke dekh lena,
haal kya kar diya hai tune deewane ka,
aaj bhi duniya ko jalaa sakta hoon,
bas ek intezaar hai tere aane ka ...