Monday, December 01, 2008

bewafaa kahu, ya behayaa kahu
kissa us ki besharami ka,
kya lab se bayaa karu
beadab kahu, ya beizzat kahu
manzi ne hi kashti ko duboya hai,
kyun sahil ki shikayat karu